Sunday, April 22, 2012

Mein tujhe bhul jana chahte hu.




I was just browsing through my diary & saw this, I wrote this when I was in 11th standard, the second Hindi poem I had ever written, it still holds a special place in my heart. 






Mein tujhe bhul jana chati hu 

tere diye har gum ke saaath tere yaadon ko dafnana chati hu 
tere saath bitaye hue har uss pal mein
mein fir dubara dub jana chati hu 
iss tute hue dil ke armano ko ek baar fir pirona chatihu 
ha mein tujhe bhul jana chahte hu 
tere yaadon ke uss bhavr ki gehraye se mein aaj nikal jana chahte hu 
tere diye hue sapno ko bhul kar mein aagey bad jana chahti hu 
ha mein iss sabh se dur jana chati hu 
ha mein tujhe bhul jana chate hu 
tere saath bitaye hue har uss pal us lamhe uss yaad ko mein apne se dur kar dena chate hu 
ha mein tujhe bhul jana chate hu. 

No comments:

Post a Comment